Wednesday, June 30, 2010

Khwahishon ke is taraf main, Khwahishon ke us taraf tum,

Network Clear nahi hai, thoda dhyan se sun.

Tuesday, June 29, 2010

Bujh Gaya jo deepak, to shama ka kasoor nahi...

Shama to kal shaam hamare yahan aayi thi..
Kuch kum roshan hai roshni, Kuch kum geeli hai baarishein...

Raincoat me bina chasme ke, aisa kuch lagta hai!
Ishq ke deedar ko nazre bayaan kya karen...

Ghar waqt pe laut jaata, par aaj late hai taren!